AI 노래 생성기 가사 생성기 보컬 리무버 가격 내 노래

adab se

Song generated By ✨Song.do

Song Cover
v5 Lite

@ Waleed Aljunaid

2026-11-20 04:26:13

가사

adab se baat karna,..kaheen dil na toot jaaye..
pehle se kiyaa kam hain,..ye tohmato ke saaye..


guzre zamaane ae dil,..suni na teri dharkan....
soonaa sa lag raha hai,..tere bin ye meraa mann...
ae dil ab maaan bi jaa,..chal chhor bi de ye gham...
jaane kiyun chhoti si baat par,..tu pal pal rooth jaaye....adab se baat karna,..kaheen dil na toot jaaye..
pehle se kiyaa kam hain,..ye tohmato ke saaye..

yaadon ka qaafila jab,..banjar zehan mai aaaye...
sadiyon puraana dard ,..mere weham mai aaaye....
peechha chhuraana chaa hun,..par chhuraa na paaun,...
pal mai ye chaen mera,..zaalim loot jaaye.

adab se baat karna,..kaheen dil na toot jaaye..
pehle se kiyaa kam hain,..ye tohmato ke saaye..


na jaane kis baat ka,..tuje dukh rehhta hai...
or uspar se ye dhuk tu,..kisi se na kehhta hai..
hame bi shareek karle,..kiyun tanhaa sab
sehhta hai....
ek pal Jo jeene ka mila hai...kaheen ye na chhoot jaaye...

adab se baat karna,..kaheen dil na toot jaaye..
pehle se kiyaa kam hain,..ye tohmato ke saaye..

음악 스타일

Deep Emotional Rock
Soulful & Intense
Melancholic Romance
Powerful Electric Guitars
Emotional Vocal Highs
Dark, Dreamy Atmosphere
Heart-touching Musical Energy
Overall Vibe: A restless soul searching for something beyond love, pain and reality.
🔥 Genre: Sufi Rock + Alternative Rock + Emotional Fusion
Mood Name: THE RESTLESS SOUL